SONG: Aakash Ke Aanchal Me Sitara Hi Rahega - आकाश के आंचल में सितारा ही रहेगा

Aakash Ke Aanchal Me Sitara Hi Rahega - आकाश के आंचल में सितारा ही रहेगा

LYRICS:
aakash ke aanchal me sitara hi rahega ye desh hamara hai hamara hi rahega aakash ke aanchal me sitara hi rahega ye desh hamara hai hamara hi rahega dharti ki har ek gunj se aakash hila do, aakash hila do bharat ki ye soyi hui taqdeer jaga do, taqdeer jaga do jis khet se dehka ko na roti ho maysar us khet ke har khoshaay ganjum ko jala do inqalaab jindabad, inqalaab jindabad us khet ke har khoshaay ganjum ko jala do toofan ka anjam kinara hi rahega toofan ka anjam kinara hi rahega ye desh hamara hai, hamara hi rahega aakash ke aanchal me sitara hi rahega ye desh hamara hai, hamara hi rahega is desh me niklegi na sahib ki sawari is desh me niklegi na sahib ki sawari siemen vapis jao, siemen vapis jao dhanwan ke tukado ko na tarsenge bikhari dhanwan ke tukado ko na tarsenge bikhari sieman se ye keh do ke na takraye vo hamse sieman se ye keh do ke na takraye vo hamse tadbir ke hatho me hai taqdeer hamari inqalaab jindabad, inqalaab jindabad tadbir ke hatho me hai taqdeer hamari majhdur ke sine me sharara hi rahega majhdur ke sine me sharara hi rahega ye desh hamara hai, hamara hi rahega aakash ke aanchal me sitara hi rahega ye desh hamara hai, hamara hi rahega aakash ke aanchal me sitara hi rahega ye desh hamara hai, hamara hi rahega hamara hi rahega, hamara hi rahega hamara hi rahega, hamara hi rahega