SONG: Aakaash Ke Us Paar Bhi Aakaash Hain - आकाश के उस पार भी आकाश हैं

Aakaash Ke Us Paar Bhi Aakaash Hain - आकाश के उस पार भी आकाश हैं

LYRICS:
aakash ke us paar bhi aakash hai aakash ke us paar bhi aakash hai aakash pe bahte samay ki tarah bahte raho jaise bahe ye hawa aakash ke us paar bhi aakash hai jharte raho baadal jhare jis tarah jharte raho baadal jhare jis tarah dariya mude pairo tale jis tarah sagaar me bhi gir ke kabhi khali na ho aakash ke us paar bhi aakash hai aakash pe bahte samay ki tarah bahte raho jaise bahe ye hawa aakash ke us paar bhi aakash hai aana bhi hai jana bhi hai har dafa aana bhi hai jana bhi hai har dafa chalte raho mausam chale jis tarah koi nahi aaye agar aekla chalo aakash ke us paar bhi aakash hai aakash pe bahte samay ki tarah bahte raho jaise bahe ye hawa aakash ke us paar bhi aakash hai