SONG: Aaja Ri Aa Nindiya - आजा री आ निंदिया

Aaja Ri Aa Nindiya - आजा री आ निंदिया

LYRICS:
aaja ri aa nindiya tu aake na ja nindiya nanhi si aankho me ghul mil ja aaja ri aa nindiya tu aake na ja nindiya nanhi si aankho me ghul mil ja aaja ri aa nindiya bag me koi kali jo chatke khul aankh iski khul jati hai hawa se kah do dhire aaye hawa se kah do dhire aaye, nind kisi ko aati hai nind kisi ko aati hai, nind kisi ko aati hai aaja ri nindiya tu aake na ja nanhe ki aankho me ghul mil ja aaja ri nindiya suraj ki dhup hai dunia subah ko hai aur nahi dil ki kahani kya kahiye aawaz to hai anzam nahi huk si dil me uthuti hai, jab yad kisi ki aati hai yad kisi ki aati hai, yad kisi ki aati hai aaja ri nindiya tu aake na ja nanhi is aankho me tu ghul mil ja aaja ri nindiya