SONG: Aaja Aaja Nadiya Kinare - आजा आजा नदियाँ किनारे

Aaja Aaja Nadiya Kinare - आजा आजा नदियाँ किनारे

LYRICS:
aaja aaja nadiya kinare taron ki chhaiya tohe kab se pukare aaja aaja nadiya kinare taron ki chhaiya tohe kab se pukare aaja aaja nadiya kinare taron ki chhaiya tohe kab se pukare tere man ko man ka mit mila tere bhag se badh kar bhag nahi tere man ko man ka mit mila tere bhag se badh kar bhag nahi kal tak dar tha in aahon se kal tak dar tha in aahon se lag jae na jag me aag kahi aaja aaja nadiya kinare taron ki chhaiya tohe kab se pukare aaja aaja nadiya kinare taron ki chhaiya tohe kab se pukare hans kar ye suhani raat kahe kal sham ke vaade pure kar dil ne tere dukh dard sahe dil ne tere dukh dard sahe tu dil ke irade pure kar aaja aaja nadiya kinare taron ki chhaiya tohe kab se pukare aaja aaja nadiya kinare taron ki chhaiya tohe kab se pukare