SONG: Aaja Aaja Jaana - आजा आजा आजा

Aaja Aaja Jaana - आजा आजा आजा

LYRICS:
aaja aaja jana aaja aaja jana aaja aaja jana aaja aaja jana teri chahat ka samandar hai mere dil ke andar teri chahat ka samandar hai mere dil ke andar tujhe karna hai deewaana, aaja aaja jana aaja aaja jana aaja aaja jana lamhe mile hai is kadar mujhe tere pyar ke kitne hasin hai lag rahe pal intzaar ke lamhe mile hai is kadar mujhe tere pyar ke kitne hasin hai lag rahe pal intzaar ke pa liya hai tujhe dil ko haar ke
dil ko jala na, dil ko jala na aaja aaja jaan yu hi teri baat ho sada, aur tera sath ho chhaya rahe ishq ka nasha, hatho mein haath ho yu hi teri baat ho sada, aur tera sath ho chhaya rahe ishq ka nasha, hatho mein haath ho yu hi din kate, yu hi raat ho mile koi nazrana, le le dil nazrana aaja aaja jaana aaja aaja jaana teri chahat ka samandar hai mere dil ke andar tujhe karna hai deewana, aaja aaja jaana aaja aaja jana aaja aaja jana