SONG: Aaj Yeh Meri Zindagi Dekho Khushi Me Jhumti Jane Chali Kaha - आज ये मेरी ज़िंदगी देखो ख़ुशी में झूमती

Aaj Yeh Meri Zindagi Dekho Khushi Me Jhumti Jane Chali Kaha - आज ये मेरी ज़िंदगी देखो ख़ुशी में झूमती

LYRICS:
aaj meri zindagi dekho khushi me jhumti jane chali kaha, jane chali kaha aaj ye meri zindagi dekho khushi me jhumti jane chali kaha, jane chali kaha tanah nahi chali hu mai dil bhi hai mera humsafar gujri to hu idhar se mai phir bhi nayi hai rahgujar tanah nahi chali hu mai dil bhi hai mera humsafar gujri to hu idhar se mai phir bhi nayi hai rahgujar zaro me bhi hai roshni leke tu mujhko aa gayi aye zindagi kaha, aye zindagi kaha aaj ye meri zindagi dekho khushi me jhumti jane chali kaha, jane chali kaha mujhko bula raha hai kyu dekho vo koi dur se badhne lage mere kadam jiski taraf gurur se mujhko bula raha hai kyu dekho vo koi dur se badhne lage mere kadam jiski taraf gurur se dil me bhi hai surur sa, aankho me bhi hai nur sa shama jali kaha, shama jali kaha aaj meri zindagi dekho khushi me jhumti jane chali kaha, jane chali kaha raho me meri phul hai taare meri nigah me ab na mujhe pukarna dub chali hu chaah me raho me meri phul hai taare meri nigah me ab na mujhe pukarna dub chali hu chaah me apna nahi hai kuch pata aye meri bekhudi bata tu le chali kaha, tu le chali kaha aaj ye meri zindagi dekho khushi me jhumti jane chali kaha, jane chali kaha