SONG: Aaj Ye Aanchal Munh Kyu Chhupaye - आज ये आँचल मुँह क्यों छुपाये

Aaj Ye Aanchal Munh Kyu Chhupaye - आज ये आँचल मुँह क्यों छुपाये

LYRICS:
aaj ye aachal muh kyu chhupaye aankh ka kajal kyu sharmaye aakhir kya hai bat hasi kyu hotho tak aa kar ruk jaye aaj ye aachal muh kyu chhupaye aankh ka kajal kyu sharmaye aakhir kya hai bat hasi kyu hotho tak aa kar ruk jaye aaj ye aachal muh kyu chhupaye badli ada aaj hai har andaz naya dil ki lagi chhup na saki raz ye aakhir khul hi gaya rang badal kar kidhar chali ho badan samete se najar churaye aaj ye aachal muh kyu chupaye aankh ka kajal kyu sharmaye aakhir kya hai bat hasi kyu hotho tak aa kar ruk jaye aaj ye aachal muh kyu chhupaye bahki ghata ye aalam ye madhoshi chup na raho kuch to kaho tod bhi do ye khamoshi ye mausam ye ghadi milan ki roz kaha jiwan me aaye aaj ye aachal muh kyu chupaye aankh ka kajal kyu sharmaye aakhir kya hai bat hasi kyu hotho tak aa kar ruk jaye aaj ye aachal muh kyu chupaye dil ko mere mil hi gaya sathi pyar ki raho ka sath kabhi chhute na in lahrati baho ka ab na juda ho dil se teri balkhati julfo ke saye aaj ye aachal muh kyu chhupaye aankh ka kajal kyu sharmaye aakhir kya hai bat hasi kyu hotho tak aa kar ruk jaye aaj ye aachal muh kyu chhupaye