SONG: Aaj Yaar Ke Nazare Yaro Rab Dekha - आज यार के नज़ारे यारो रब देखा रब देखा

Aaj Yaar Ke Nazare Yaro Rab Dekha - आज यार के नज़ारे यारो रब देखा रब देखा

LYRICS:
aaj yaar ke najaare yaaro rab dekha rab dekha aaj yaar ke najaare yaaro rab dekha rab dekha vo bhi dekha to vo bhi dekha to yaar ke sabab dekha aaj yaar ke najaare yaaro rab dekha rab dekha aaj yaar ke us rab sa najara hai anokhe yaar ka chehra dekh le jo yaar ka vo dil harta us rab sa najara hai anokhe yaar ka chehra dekh le jo yaar ka vo dil harta dil chalne ka dil chalne ka dang hai ajab dekha rab dekha aaj yaar ke najaare yaaro rab dekha rab dekha aaj yaar ke julfe yaar ki jo aa ke mukhade pe padti hai jaise bijali ke sath ghataye ladti hai julfe yaar ki jo aa ke mukhade pe padti hai jaise bijali ke sath ghataye ladti hai in aankho ne in aankho ne mahi jab jab dekha rab dekha aaj yaar ke najaare yaaro rab dekha rab dekha aaj yaar ke yaar nikala maykhane jab le ke mastiya jukh gayi uske samne thi sab hastiya yaar nikala maykhane jab le ke mastiya jukh gayi uske samne thi sab hastiya khol aankhe khol aankhe najara aji sab dekha rab dekha aaj yaar ke najaare yaaro rab dekha rab dekha aaj yaar ke parde aankho se hata ke jab yaar ko dekha meri mukhde kitab ko na jhel saka parde aankho se hata ke jab yaar ko dekha meri mukhde kitab ko na jhel saka us rab ne ji us rab ne ji jab naya rab dekha rab dekha aaj yaar ke najaare yaaro rab dekha rab dekha vo bhi dekha to vo bhi dekha to yaar ke sabab dekha aaj yaar ke najaare yaaro rab dekha rab dekha aaj yaar ke