SONG: Aaj Udta Hua Ek Panchhi Zindagi Ki Bhar Me Aaya - आज उड़ता हुआ एक पंछी, जिंदगी की बहार मे आया

Aaj Udta Hua Ek Panchhi Zindagi Ki Bhar Me Aaya - आज उड़ता हुआ एक पंछी, जिंदगी की बहार मे आया

LYRICS:
aaj udhta hua ek panchi, zindagi ki bahar me aaya aaj udhta hua ek panchi, zindagi ki bahar me aaya fir nayi mastiya sath le kar, najaro me sath le kar aaya aaj udhta hua ek panchi, zindagi ki bahar me aaya aaj duniya jawaa ho gayi hai, jindgi meharba ho gayi hai aaj duniya jawaa ho gayi hai, jindgi mehraba ho gayi hai ye baharo teri kahani ab meri dasta ho gayi hai ab meri dasta ho gayi hai, mil gayi ab mujhe meri manzil mai hasi yadgaro me aaya, mai hasi yadgaro me aaya aaj udhta hua ek panchi, zindagi ki bahar me aaya aa gaya fir suhana savera, mit gaya shame ghum ka andhera aa gaya fir suhana savera, mit gaya shame ghum ka andhera gungunane lagi hai ye bahare fir hawao ne nagama bakhera fir hawao ne nagama bakhera, saaj fir chid gaye jindgi ke rang fir dil ke taro me aaya rang fir dil ke taro me aaya aaj udhta hua ek panchi, zindagi ki bahar me aaya aaj ki bekhudi ka batau, nagama ye jindgi ka sunau aaj ki bekhudi ka batau, nagama ye jindgi ka sunau ye bahare ye gulake ye kaliya inse apni khushi kya chupau inse apni khushi kya chupau, jo mera raaj dil dal ke hai mai unhe rajdaro me aaya, mai unhe rajdaro me aaya aaj udhta hua ek panchi, zindagi ki bahar me aaya