SONG: Aaj Tera Gunahgar Banda - आज तेरा गुनेहगार बंदा

Aaj Tera Gunahgar Banda - आज तेरा गुनेहगार बंदा

LYRICS:
aaj tera gunehgar banda gum se ghabrake sajde me aaya kamli wale ke sadke me ya rab tu daal de ispe rahmat ka saya aaj tera gunehgar banda gum se ghabrake sajde me aaya tu hai sabse badi shan wala tune girte hue ko sambhala tu hai sabse badi shan wala tune girte hue ko sambhala bhula bhatka hua ek musafir bhula bhatka hua ek musafir laut ke apni manzil pe aaya laut ke apni manzil pe aaya kamli wale ke sadke me ya rab tu dal de ispe rahmat ka saya tera insaaf apni jagah hai ye hamesha se hota raha hai jisne dil se pukara hai tujhko jisne dil se pukara hai tujhko uski bigdi ko tune banaya uski bigdi ko tune banaya kamli wale ke sadke me ya rab tu daal de ispe rahmat ka saya sun le ab tu hamari duaye baksh de iski sari khataye sun le ab tu meri duaye baksh de meri sari khataye har saza mil chuki ab karam kar har saza mil chuki ab karam kar isne jaisa kiya waisa paya isne jaisa kiya waisa paya kamli wale ke sadke me ya rab tu daal de ispe rahmat ka saya aaj tera gunehgar banda gum se ghabrake sajde me aaya kamli wale ke sadke me ya rab tu daal de ispe rahmat ka saya daal de ispe rahmat ka saya daal de ispe rahmat ka saya daal de ispe rahmat ka saya