SONG: Aaj Safar Me Tumne Kyu Chhod Diya Mera Sath - आज सफर में तुमने क्यूं छोड़ दिया मेरा साथ

Aaj Safar Me Tumne Kyu Chhod Diya Mera Sath - आज सफर में तुमने क्यूं छोड़ दिया मेरा साथ

LYRICS:
hum aur tum the sathi abhi hai kal ki bat aaj safar me tumne kyu chhod diya mera sath hum aur tum the sathi abhi hai kal ki bat aaj safar me tumne kyu chhod diya mera sath jalta hai dil mai phir bhi khamosh hu jalta hai dil mai phir bhi khamosh hu tumse karu mai shikva kya dosh du humare tumhare humare tumhare armaano ki ye kaise lut gayi barat aaj safar me tumne kyun chhod diya mera sath kaise hai ye andhere dhalte nahi kaise hai ye andhere dhalte nahi milo talak ujale milte nahi humare tumhare humare tumhare jivan me kaise aayi ye adhiyari raat aaj safar me tumne kyu chhod diya mera sath jee chahta hai chhod du duniya teri jee chahta hai chhod du duniya teri marne na de mujhe magar mamta meri humare tumhare humare tumhare sapne jo sach huye the thame hai mera hath aaj safar me tumne kyu chhod diya mera sath