SONG: Aaj Safar Me Tumne Kyon - आज सफ़र में तुमने क्यों

Aaj Safar Me Tumne Kyon - आज सफ़र में तुमने क्यों

LYRICS:
ham aur tum the sathi, abhi hai kal ki bat aaj safar me tumne kyo, chhod diya mera sath ham aur tum the sathi, abhi hai kal ki bat aaj safar me tumne kyo, chhod diya mera sath jalta hai dil main phir bhi khamosh hu jalta hai dil main phir bhi khamosh hu tumse karu kya sikwa kya dosh du hamare tumhare, hamare tumhare armano ki ye kaise lut gayi barat aaj safar me tumne kyu chhod diya mera sath kaise hai ye andhere dhalte nahi kaise hai ye andhere dhalte nahi milo talak ujale milte nahi hamare tumhare, hamare tumhare
jivan me kaise aayi ye andhiyari rat aaj safar me tumne kyu chhod diya mera sath ji chahta hai chhod du dunia teri ji chahta hai chhod du dunia teri marne na de mujhe magar mamta meri hamare tumhare, hamare tumhare sapno jo sach hue the thame hai mera hath aaj safar me tumne kyu chhod diya mera hath tune kabhi kaha tha marke bhi hum tune kabhi kaha tha marke bhi hum tumse kabhi na honge dur sanam hamare tumhare, hamare tumhare jiwan ki har dagar pe hatho me honge hath bich safar me kyu tum chhod chale mera sath