SONG: Aaj Rota Hai Kyu Jaan Khota Hai Kyo - आज रोता है क्यूँ जान खोता है क्यूँ

Aaj Rota Hai Kyu Jaan Khota Hai Kyo - आज रोता है क्यूँ जान खोता है क्यूँ

LYRICS:
aaj rota hai kyu, aaj rota hai kyu aaj rota hai kyu jaan khota hai kyu julm dhata raha muskurata raha jaal har raste me bichhata raha fas gaya khud to bechain hota hai kyu aaj rota hai kyu jaan khota hai kyu phul tera bhi khilne na paye baddua hai di baago ne tujhko phul tera bhi khilne na paye baddua hai di baago ne tujhko bhar diya zindagi me andhera ye saza di hai chirago ne tujhko tu jo har roshani ko bujhta raha jaal har raste me bichhata raha fas gaya khud to bechain hota hai kyu aaj rota hai kyu jaan khota hai kyu rahm ki bhikh duniya na tujhko degi tujhko duniya pe kab rahm aaya rahm ki bhikh duniya na tujhko degi tujhko duniya pe kab rahm aaya pad gaya jis pe tera saya dil kabhi vo dhadkane na paya hasne valo rona sikhata raha jaal har raste me bichhata raha fas gaya khud to bechain hota hai kyu aaj rota hai kyu jaan khota hai kyu use pahle bhi gujare hai jalim unka anjam kuch to socha hota use pahele bhi gujare hai jalim unka anjam kuch to socha hota dhup kab tak julm ki rahegi aayegi shyam socha to hota kaise kaise tu julm dhata raha muskurata raha jaal har raste me bichhata raha fas gaya khud to bechain hota hai kyu aaj rota hai kyu jaan khota hai kyu