SONG: Aaj Pukare Tujhko Sajna - आज पुकारे तुझको सजना

Aaj Pukare Tujhko Sajna - आज पुकारे तुझको सजना

LYRICS:
sajna sajna sajna sajna aaja pukare tujhko sajna aaja pukare tujhko sajna meri chudiya mere kangana meri chudiya mere kangana aaja pukare tujhko sajna aaja pukare tujhko sajna meri chudiya mere kangana meri chudiya mere kangana kal tu gaya hai kal aayega aaj ka din kaise jayega kal tu gaya hai kal aayega aaj ka din kaise jayega kal tak mushkil hai mera bachna aaja pukare tujhko sajna meri chudiya mere kangana meri chudiya mere kangana aise agar teri yaad aayegi hotho pe ye fariyad aayegi aise agar teri yaad aayegi hotho pe ye fariyad aayegi jaldi se aa bas kar mujhe tang na aaja pukare tujhko sajna meri chudiya mere kangana meri chudiya mere kangana khel chuke ham aankh micholi jaldi se aa le ja meri doli khel chuke ham aankh micholi jaldi se aa le ja meri doli ji na lage babul ke angana aaja pukare tujhko sajna meri chudiya mere kangana meri chudiya mere kangana aaja pukare tujhko sajna aaja pukare tujhko sajna meri chudiya mere kangana meri chudiya mere kangana