SONG: Aaj Pila De Saaqi Apni Aankhe Ke Maykhane Se - आज पिला दे शाकी अपनी आँखों के मयखाने से

Aaj Pila De Saaqi Apni Aankhe Ke Maykhane Se - आज पिला दे शाकी अपनी आँखों के मयखाने से

LYRICS:
aaj pila de saaqi apni aankho ke maykhane se hotho ke paymane se aaj pila de saaqi apni aankho ke maykhane se hotho ke paymane se aaj hai raat murado ki kuch rangeen irado ki kar bhi de tasvir mukamil chand adhure vado ki aaj hai raat murado ki kuch rangeen irado ki kar bhi de tasvir mukamil chand adhure vado ki aaj pila de saaqi apni aankho ke maykhane se hotho ke paymane se sard hai mausam josh me aa lahra kar aagosh me aa chedd ke nagam behoshi ka ye mat kahna hosh me aa sard hai mausam josh me aa lahra kar aagosh me aa chedd ke nagam behoshi ka ye mat kahna hosh me aa aaj pila de saaqi apni aankho ke maykhane se hotho ke paymane se gesu khule khule se hai rangat udi udi si hai ae meri humraz bata ye sokh shararat kiski hai gesu khule khule se hai rangat udi udi si hai ae meri humraz bata ye sokh shararat kiski hai takrayi hai aankhe teri raat kisi begane se ya apne parvane se takrayi hai aankhe teri raat kisi begane se ya apne parvane se