SONG: Aaj Pehli Pehli Baar Kiya Hamne Tumhe - आज पहली पहली बार किया हमने तुम्हें

Aaj Pehli Pehli Baar Kiya Hamne Tumhe - आज पहली पहली बार किया हमने तुम्हें

LYRICS:
aaj pahli pahli baar aaj pahli pahli baar kiya hamne tumhe pyar aaj pahli pahli baar kiya hamne tumhe pyar zindagi bhar hamara khayal rakhna zindagi bhar hamara khayal rakhna aaj pahli pahli baar kiya hamne tumhe pyar tumhe pyar ki kasam tumhe pyar ki kasam ruke jab kahi kadam badhke dena sahara khayal rakhna aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar tumse ho tumse ye iltza hai meri dekho khafa na ho jana dil ka ha dil ka karar banke rahna dil se juda na ho jana wada karo ab na kahi jaaoge wada karo ab na kahi jaaoge chhod kar ha chhod kar besahara khyal rakhna aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar chahe ho chahe jamana chute par ye daman kabhi na chutega tute ha tute har ek nata dil ka nata kabhi na tutega tumhe chaha tumhe chahe jayenge tumhe chaha tumhe chahe jayenge ye karam hai ha karam hai tumhara khayal rakhna aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar