SONG: Aaj Miyanji Ko Chad Aaye Bukhar To Bada Maza Aaye - आज मियाँ जी को चढ़ जाये बुखार तो बड़ा मज़ा आये

Aaj Miyanji Ko Chad Aaye Bukhar To Bada Maza Aaye - आज मियाँ जी को चढ़ जाये बुखार तो बड़ा मज़ा आये

LYRICS:
aaj miya ji ko chad jaye bukhar to bada maja aaye to bada maja aaye, to bada maja aaye aaj miya ji ko chad jaye bukhar to bada maja aaye to bada maja aaye, to bada maja aaye suni jaye jo apni pukar suni jaye jo apni pukar to bada maja aaye to bada maja aaye, to bada maja aaye aaj miya ji ko chad jaye bukhar to bada maja aaye to bada maja aaye, to bada maja aaye mai takhtposh par baithu mai takhtposh par baithu aur sabko sabak padhau aur sabko sabak padhau jo bhule koi ek bar to jute char lagau phir kan pakad ke chhod ke aau gaav ke paar to bada maja aaye, to bada maja aaye to bada maja aaye aaj miya ji ko chad jaye bukhar to bada maja aaye to bada maja aaye, to bada maja aaye pattra likhan waliya, re koi likkh ishk di gall mere dil wich balan mataabiya, chal taana baaj de vall butaaniya baniyane teriya haye haye ve mai baithi mirja mal, mai te mirja pingte wich kudti di khall, chhall bute den saheliya haye haye diba ik duje de wall ho meri chhut gayi ping halaariya haye haye nache saab na paayi gall, jaddaiya meriya beliya o