SONG: Aaj Mili Ek Ladki Jise Dekh Tabiyat Fadaki - आज मिली एक लड़की जिसे देख तबियत फड़की

Aaj Mili Ek Ladki Jise Dekh Tabiyat Fadaki - आज मिली एक लड़की जिसे देख तबियत फड़की

LYRICS:
aaj mili ek ladki jise dekh tabiyat fadki phul sa uska mukhda ho chand ka jaise tukda tamatar jaise gaal kuch gungurale se baal vaise to bholi dikhi par mirchi jaisi thikhi hotho pe uski lali par bade hi gusse wali naino ke teer chalaye dil le gayi mera haye