SONG: Aaj Mere Man Men Sakhi Baansuri Bajaae Koi - आज मेरे मन में सखी बाँसुरी बजाए कोई

Aaj Mere Man Men Sakhi Baansuri Bajaae Koi - आज मेरे मन में सखी बाँसुरी बजाए कोई

LYRICS:
aaj mere man me sakhi baansuri bajaaye koi aaj mere man me aaj mere man me sakhi baansuri bajaaye koi pyaar bhare git sakhi baar-baar gaaye koi baansuri bajaaye, baansuri bajaaye sakhi gaaye sakhi re koi chhailva ho, koi albelva ho, koi chhailva ho rang meri jawani ka liye jhumta ghar aaya hai saavan rang meri jawani ka liye jhumta ghar aaya hai saavan ho sakhi, ho re sakhi, aaya hai saavan mere naino me hai saajan in undi ghataao me, havaao me sakhi, naache mera man ho sakhi, naache mera man ho aangan me saavan man-bhaavan ho ji ho in undi ghataao me, havaao me sakhi, naache mera man ho sakhi, naache mera man dil ke hidole pe mohe jhule na jhulaaye koi pyaar bhare git sakhi, baar-baar gaaye koi baansuri bajaaye, baansuri bajaaye sakhi gaaye sakhi re koi chhailva ho, koi albelva ho, koi chhailva ho kahta hai ishaaro me koi, aa mohe ambuaa ke tale mil bhala vo kaun hai ghaayal kahta hai ishaaro me koi, aa mohe ambuaa ke tale mil bhala vo kaun hai ghaayal mai naam na lu aaj lage laaj sakhi dhadke mera dil ho sakhi dhadke mera dil ho aangan me saavan man-bhaavan ho ji ho, mai naam na lu aaj lage laaj sakhi dhadke mera dil ho sakhi dhadke mera dil taar pe jivan ke madhur raagini sunaaye koi pyaar bhare git sakhi baar-baar gaaye koi baansuri bajaaye, baansuri bajaaye sakhi gaaye sakhi re koi chhailva ho, koi albelva ho, koi chhailva ho