SONG: Aaj Mere Jivan Ke Nabh Me Chayi Hai Andhiyari - आज मेरे जीवन के नभ में छाई है अंधियारी

Aaj Mere Jivan Ke Nabh Me Chayi Hai Andhiyari - आज मेरे जीवन के नभ में छाई है अंधियारी

LYRICS:
aaj mere jiwan ke nabh me chayi hai andhiyari aaj mere jiwan ke nabh me chayi hai andhiyari mere dard na jane koi mere dard na jane koi main vipda ki mari main vipda ke mari aaj mere jiwan ke nabh me chayi hai andhiyari mere pita jinhone mujhko balapan se pyar kiya mujhse nata tod unhone piya ko karagar diya piya ko karagar diya bhagy nirdyi ne kyu meri banti haye bigaade banti haye bigaade aaj mere jiwan ke nabh me chayi hai andhiyari prem paap kaise ho jaye koi mujhe bataye prem paap kaise ho jaye koi mujhe bataye ye kaisa apradh krm ke pritam jo apnaye pritam jo apnaye prem ki dipak mein jalne ki prem ki dipak mein jalne ki baari aaja humari baari aaja humari aaj mere jiwan ke nabh me chayi hai andhiyari