Aaj Mere Dil Ne Meri - आज मेरे दिल ने मेरी
LYRICS:
aaj mere dil ne meri
dhadkano se kah diya
aaj mere dil ne meri
dhadkano se kah diya
aapko apna bana lu
aapko apna bana lu
e mere sathiya
aapne chaha mujhe sukriya sukriya
aapne chaha mujhe sukriya sukriya
aapko apna bana lu
aapko apna bana lu
e mere sathiya
aaj mere dil ne meri
dhadkano se kah diya