SONG: Aaj Mane Na Mora Jiya - आज माने ना मोरा जिया

Aaj Mane Na Mora Jiya - आज माने ना मोरा जिया

LYRICS:
aaj mane aaj mane na mora jiya thumak thumak naache sawan ka mausam suhana ho sawan ka mausam suhana dekho aaye dekho aaye umang bhare rang bhare baadal laye khushi ka khazana ho sawan ka mausam suhana unka ana hua gam ka jana hua unka ana hua gam ka jana hua kaise baandhe nazar dil nishana hua dil nishana hua aaj mane aaj mane na mora jiya thumak thumak naache sawan ka mausam suhana ho sawan ka mausam suhana dekho aaye dekho aaye umang bhare rang bhare baadal laye khushi ka khazana ho sawan ka mausam suhana main yaha hu magar dil tere paas hai ho dil tere paas hai ho dil tere paas hai main yaha hu magar dil tere paas hai tu ho chahe jaha tu mere paas hai tu ho chahe jaha tu mere paas hai aaj mane aaj mane na mora jiya thumak thumak naache sawan ka mausam suhana ho sawan ka mausam suhana dekho aaye dekho aaye umang bhare rang bhare baadal laye khushi ka khazana ho sawan ka mausam suhana mere armaan ye ab nahi maante mere armaan ye ab nahi maante main hu unki magar wo nahi jaante wo nahi jaante aaj mane aaj mane na mora jiya thumak thumak naache sawan ka mausam suhana ho sawan ka mausam suhana dekho aayee dekho aaye umang bhare rang bhare baadal laye khushi ka khazana ho sawan ka mausam suhana