SONG: Aaj Mai Jogan Banke - आज मै जोगन बनके

Aaj Mai Jogan Banke - आज मै जोगन बनके

LYRICS:
geet judati ke gau aasao ke deep jalake piya milan ko jau aaj mai jogan banke virogan banke wahi chali re jaha gaya pritam pyara ab koi rah batade mujhe samjhade wo kaun gali re jaha base meet hamara aaj nasibo mari ki hasti kismat so gayi so gayi bichad gaya hai man ka sathi sare jagat me so gayi so sayi ab mere pyar ki dunia dular ki dunia ujad gayi re mera ab kaun sahara aaj mai jogan banke virogan banke wahi chali re jaha gaya pritam pyara ghor ghataye chayi hai jhum ke badal aaye badal aaye jalte dil ki kaise dhadkan pal pal use bulaye mor papiha gaye koyaliya gaye mai ro padi re mujhe mere pi ne pukara aaj mai jogan banke virogan banke wahi chali re jaha gaya pritam pyara