SONG: Aaj Koi Hai Aane Wala - आज कोई है आनेवाला

Aaj Koi Hai Aane Wala - आज कोई है आनेवाला

LYRICS:
aaj koi hai aane wala aaj koi hai aane wala, ho aane wala kaun ye kyu batlau, ho ye kyu batlau ho ho ye kyu batlau ye kyu batlau ho ho, ye kyu batlau aaj koi hai aane wala jiwan dware dil ye pukare, piya piya ho piya piya piya piya ho piya piya jiwan dware dil ye pukare, piya piya ho piya piya subh budh hare laz ke mare, mora jiya ho mora jiya subh budh hare laz ke mare, mora jiya ho mora jiya kaga bole kaga bole mere dwar, mai dekh dekh muskau ho aaj koi hai aane wala aaj koi hai aane wala, ho aane wala kaun ye kyu batlau, ho ye kyu batlau ho ho ye kyu batlau ye kyu batlau ho ho, ye kyu batlau aaj koi hai aane wala aaj kisi ki aas lagi hai, machal raha hai khushi se dil machal raha hai khushi se dil aaj kisi ki aas lagi hai, machal raha hai khushi se dil machal raha hai khushi se dil man mera dole aur ye bole, piya se mil ho piya se mil man mera dole aur ye bole, piya se mil ho piya se mil ho dunia nachi dunia nachi sang sang, mai jhum jhum ke gau ho aaj koi hai aane wala aaj koi hai aane wala, ho aane wala kaun ye kyu batlau, ho ye kyu batlau ho ho ye kyu batlau ye kyu batlau ho ho, ye kyu batlau aaj koi hai aane wala