SONG: Aaj Kisi Se Ho Gayi - आज किसी से हो गई

Aaj Kisi Se Ho Gayi - आज किसी से हो गई

LYRICS:
aaj kisi se ho gayi aankhe aaj kisi se ho gayi aankhe kya char char char ho raja char char char ho raja char char char aaj kisi se ho gaya humko aaj kisi se ho gaya humko kya pyar pyar pyar ho raja pyar pyar pyar ho raja pyar pyar pyar ho kalua babu ji halwa apne pita ji se kah dunga apne prem kahani apne pita ji se kah dunga apni prem kahani mata ji se ya kah dunga maine chun li rani mata ji se ya kah dunga maine chun li rani aaj humare ghar me de do kya car car car ho raja car car car ho raja car car car aaj kisi se ho gayi aankhe aaj kisi se ho gayi aankhe char char char ho raja char char char ho raja char char char najro hi najro me unse pyar ki baji khele najro hi najro me unse pyar ki baji khele dar bhi aaya sharm bhi aai phir bhi hum to khele dar bhi aaya sharm bhi aai phir bhi hum to khele kya haar haar haar pahli hi baji me gaye ham pahli hi baji me gaye ham kya haar haar haar ho raja haar haar haar haar ho raja haar haar haar haar aaj kisi se ho gayi aankhe aaj kisi se ho gayi aankhe kya char char char ho raja char char char ho raja char char char