SONG: Aaj Kisi Ke Hatho Ne Dil Ke Taro Ko - आज किसी के हाथों ने दिल के तारों को

Aaj Kisi Ke Hatho Ne Dil Ke Taro Ko - आज किसी के हाथों ने दिल के तारों को

LYRICS:
aaj kisi ke dil ke haatho ne, dil ke taaro ko chhed diya dil ke taaro ko chhed diya aaj kisi ke dil ke haatho ne, dil ke taaro ko chhed diya dil ke taaro ko chhed diya gahari nind me soye saaz ki, gahari nind me soye saaz ki jhankaaro ko chhed diya dil ke taaro ko chhed diya dil ke taaro ko chhed diya aaj kisi ke dil ke haatho ne, dil ke taaro ko chhed diya dil ke taaro ko chhed diya ha ha ho ho ho aaj meri tanhaai apne aap se bhi sharmaane lagi aaj meri tanhaai apne aap se bhi sharmaane lagi dil ki dhadkan nagama bankar, hontho par lahraane lagi hay mere hontho par lahraane lagi jo saahil ko saath baha le jo saahil ko saath baha le un dhaaro ko chhed diya dil ke taaro ko chhed diya dil ke taaro ko chhed diya aaj kisi ke dil ke haatho ne, dil ke taaro ko chhed diya dil ke taaro ko chhed diya har jhokhe se mujhko unake saath ki khushbu aati hai tanman me ek thandi thandi aag bikharti jaati hain jaane kisaki shokh najar ne, jaane kisaki shokh najar ne aangaaro ko chhed diyaa dil ke taaro ko chhed diya dil ke taaro ko chhed diya aaj kisi ke dil ke haatho ne, dil ke taaro ko chhed diya dil ke taaro ko chhed diya