SONG: Aaj Ki Raat Saajan Man Chahe Rahu Teri Baho Me - आज की रात सजन मन चाहे रहूँ तेरी बाँहों में

Aaj Ki Raat Saajan Man Chahe Rahu Teri Baho Me - आज की रात सजन मन चाहे रहूँ तेरी बाँहों में

LYRICS:
aaj ki raat saajan man chahe rahlu teri baho me saajan teri baho me aaj ki raat saajan man chahe rahlu teri baho me saajan teri baho me abke bichde jane fir kab mile pyar ki raho me aaj ki raat saajan man chahe rahlu teri baho me saajan teri baho me aaj ki rat mere hotho pe rahne de aaj to hotho ke saye mere hotho pe rahne de aaj to hotho ke saye ik ik pal anmol hai apna dhadkan ye kahti jaye aaj to hai aankho aankho me kal shayad ho aaho me aaj ki raat saajan man chahe rahlu teri baho me saajan teri baho me aaj ki raat ek jara si aahat se hi sare sapne bikhar gaye ek jara si aahat se hi sare sapne bikhar gaye pyar ko jab apnana chaha jitne gum the nikhar gaye is nagri se leke chale hai anbujh pyas nigaho me aaj ki raat saajan man chahe rahlu teri baho me saajan teri baho me abke bichde jane fir kab mile pyar ki raho me aaj ki raat saajan man chahe rahlu teri baho me sajan teri baho me aaj ki raat