SONG: Aaj Ki Raat Jawa Allah Allah - आज की रात जवां अल्लाह अल्लाह

Aaj Ki Raat Jawa Allah Allah - आज की रात जवां अल्लाह अल्लाह

LYRICS:
aaj ki raat jawa allah allah aur tum bhi ho yaha allah allah jaane kal hoge kaha allah allah, allah allah mere mahbub khuda haafiz mere mahbub khuda haafiz aaj ki raat jawa allah allah aur tum bhi ho yaha allah allah jaane kal hoge kaha allah allah, allah allah mere mahbub khuda haafiz mere mahbub khuda haafiz naye mehmaan liye raat yaha aati hai aur jaati hai to tanhaai chali jaati hai naye mehmaan liye raat yaha aati hai aur jaati hai to tanhaai chali jaati hai jaane jaati hai kaha allah allah kaun sa hai vo jaha allah allah koi pahucha na waha allah allah mere mahbub khuda haafiz mere mahbub khuda haafiz waqt thoda hai magar baat bahut baaki hai kyu abhi aankh lagi raat bahut baaki hai waqt thoda hai magar baat bahut baaki hai kyu abhi aankh lagi raat bahut baaki hai aankh jhapke to jara allah allah rang kuch aur hua allah allah aur aai ye sada allah allah ya allah mere mahbub khuda haafiz mere mahbub khuda haafiz aaj ki raat jawa allah allah aur tum bhi ho yaha allah allah jaane kal hoge kaha allah allah, allah allah mere mahbub khuda haafiz mere mahbub khuda haafiz mere mahbub khuda haafiz mere mahbub khuda haafiz