SONG: Aaj Ki Mulakaat Bas Itni, Kar Lena Bate Kal Chahe Jitni - आज की मुलाकात बस इतनी, कर लेना बातें कल चाहे जितनी

Aaj Ki Mulakaat Bas Itni, Kar Lena Bate Kal Chahe Jitni - आज की मुलाकात बस इतनी, कर लेना बातें कल चाहे जितनी

LYRICS:
aaj ki mulaakaat bas itni kar lena baate kal chaahe jitni aaj ki mulaakaat bas itni kar lena baate kal chaahe jitni achchhi nahi hoti hai zid itni dekho hame tumse hai prit kitni aaj ki mulaakaat bas itni pyaar jo kiya hai jataate ho kyu baat aisi hontho pe laate ho kyu pyaar jo kiya hai jataate ho kyu baat aisi hontho pe laate ho kyu aur ham jo puchhe sataate ho kyu abhi abhi aaye abhi jaate ho kyu aaj ki mulaakaat bas itni kar lena baate kal chaahe jitni achchhi nahi hoti hai zid itni dekho hame tumse hai prit kitni aaj ki mulaakaat bas itni kabhi kabhi aise bhi aaya karo chaand nikle to ghar jaaya karo kabhi kabhi aise bhi aaya karo chaand nikle to ghar jaaya karo aayege jaayege marzi se ham pyaar hai to naaz bhi uthaaya karo achchhi nahi hoti hai zid itni dekho hame tumse hai prit kitni aaj ki mulaakaat bas itni kar lena baate kal chaahe jitni aaj ki mulaakaat bas itni thaharo mai dil ko sambhaalu zara palko me tumko chhupa lu zara thaharo mai dil ko sambhaalu zara palko me tumko chhupa lu zara samajhe na ab tak mohabbat hai kya aao tumhe ye bhi samajha du zara achchhi nahi hoti hai zid itni dekho hame tumse hai prit kitni aaj ki mulaakaat bas itni kar lena baate kal chaahe jitni aaj ki mulaakaat bas itni