SONG: Aaj Kee Raat Chandanee Ang Me Aag Lagaye - आज की रात चाँदनी अंग में आग लगाये

Aaj Kee Raat Chandanee Ang Me Aag Lagaye - आज की रात चाँदनी अंग में आग लगाये

LYRICS:
jise banaya khevanhara vahi aaj kar gaya kinara apna banake aaj kisi ne lut liya re bhagya hamara aaj ki raat aaj ki raat chandani ang me aag lagaye chakori jhar jhar nir bahaye aaj meraa chanda nahi hai sath aaj ki raat aaj ki raat aaj ki raat magan man mand mand muskaye chakori mann me khil khil jaye aaj mera chanda hai mere sath aaj ki raat basanti rut nayano me
aaj ki pavas ban ke chhayi hai nirali ye punam ki raat amavas ban ke aayi hai kise nayana kaa nir dikhau kise mai mann ki pir batau aaj meraa chanda nahi hai sath aaj ki raat aaj kyon bajate sananan chhun mere panv ki ye payal nayan me kaun samaya re bikharane laga meraa kajal aaj mai git prit ke gaau kabhi sharamau kabhi musakau aaj meraa chanda hai mere sath aaj ki raat