SONG: Aaj Kaa Salam Lo Kal Ka Wada Pakka - आज का सलाम लो कल का वादा पक्का

Aaj Kaa Salam Lo Kal Ka Wada Pakka - आज का सलाम लो कल का वादा पक्का

LYRICS:
aaj ka salam lo kal ka wada pakka has ke mera nam lo kal ka wada aaj ka salam lo kal ka wada pakka hasino ki nigah hasi hasino ki nigah hasi dil rakho sambhal ke udne laga hai nach dal ke lo payam lo kal ka wada pakka aaj ka salam lo kal ka wada pakka khushi ki ek jam me dubo de jindagi ke gum khushi ki ek jam me dubo de jindagi ke gum ke dukh bahut hai jindagi me sukh bahut hai kam aaj ka salam lo kal ka wada pakka sambhal sambhal ke chal jara kadam kadam pe jal hai sambhal sambhal ke chal jara kadam kadam pe jal hai samjh ke pasa fek le ye jindagi ki chal hai abhi inam lo kal ka wada pakka