SONG: Aaj Ka Din Tohe Yaad Rahe - आज का दिन तोहे

Aaj Ka Din Tohe Yaad Rahe - आज का दिन तोहे

LYRICS:
aaj ka din tohe aaj ka din tohe yaad rahe han han yaad rahe aaj ka din tohe yaad rahe han han yaad rahe bhul na jana sajan aaj ki baate bhul na jana sajan aaj ki baate aaj ki baate tum na bhulana sajni tum na bhulana sajni ye mera wada hilmil panchi kya gate hai hilmil panchi kya gate hai bolo bolo ji han han bolo bolo ji aaj ka din tohe yaad rahe han han yaad rahe kal kal karti nadiya bahti kal kal karti nadiya bahti kiske geet wo gaye bolo kiske geet wo gaye sun ri sajni sun ri sajni tohe batau, kaun hume samjhaye kaun hume samjhaye aaj ka din tohe yad rahe han han yaad rahe aaj ka din tohe yaad rahe han han yaad rahe jabse rup tumhara dekha jabse rup tumhara dekha tabse hua diwana diwana diwana o more balam o more balam kuch bhi ho tum dil se kabhi na bhulana han na bhulana ho baalam abhi to din hai baharo ke ???? tumhe meri kasam tumhe meri kasam ye na bhulenge hum ye na bhulenge hum aaj ka din tohe aaj ka din hame yad rahe han han yaad rahe aaj ka din hame yad rahe han yaad rahe