SONG: Aaj Ka Din Na Jaane Kyun Acha Lagta Hai - आज का दिन ना जाने क्यों अच्छा लगता है

Aaj Ka Din Na Jaane Kyun Acha Lagta Hai - आज का दिन ना जाने क्यों अच्छा लगता है

LYRICS:
aaj ka din na jane kyu achha lagta hai aaj ka din na jane kyu achha lagta hai jivan sapna sahi par sacha lagta hai aaj ka din na jane kyu achha lagta hai ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai hum bhi yaha tum bhi yaha, milte hai roz aise log kaha hum bhi yaha tum bhi yaha, milte hai roz aise log kaha mahfil me har koi kuch kahta lagta hai aaj ka din na jane kyu achha lagta hai ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai ye aankh to anjan hai, dil ko dilo ki lekin pahchan hai ye aankh to anjan hai, dil ko dilo ki lekin pahchan hai dekhe jo pyar se vo pyara lagta hai aaj ka din na jane kyu achha lagta hai ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai murat hai kya surat hai kya, dil se jyada khubsurat hai kya murat hai kya surat hai kya, dil se jyada khubsurat hai kya jaisa ho dil hi chehara waisa lagta hai aaj ka din na jane kyu achha lagta hai ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai jivan sapna sahi par sacha lagta hai aaj ka din na jane kyu achha lagta hai ho aaj ka din na jane kyu achha lagta hai