SONG: Aaj Ka Din Hai Pyar Ka - आज का दिन है प्यार का

Aaj Ka Din Hai Pyar Ka - आज का दिन है प्यार का

LYRICS:
aaj ka din hai pyar ka man ki bin ke tar sajane ka aaj ka din hai pyar ka aaj ka din hai pyar ka man ki bin ke tar sajane ka aaj ka din hai pyar ka man ki din ke tar sajane ka tu kah de dil ki bat ye mauka phir nahi aane ka aaj ka din hai pyar ka barse hai gagan se phul daaliyo ne bhar li jholi daaliyo ne bhar li jholi kaliyo pe chadh aaya rang bhawro ne kheli holi daaliyo ne bhar li jholi tu man ko rang le tu man ko rang le aaj se pagle raha hai rang zamane ka tu kah de dil ki bat ye mauka phir nahi aane ka aaj ka din hai pyar ka hotho pe naya ek geet hai jab se tumse hui pehchan o tumse hui pehchan sanso me nayi halchal hai mere sine me kai tufan sine me kai tufan bahana mil hi gaya, bahana mil hi gaya chori se kisi ko dil me bulane ka tu kah de dil ki bat ye mauka phir nahi aane ka aaj ka din hai pyar ka man ki din ke tar sajane ka tu kah de dil ki bat ye mauka phir nahi aane ka aaj ka din hai pyar ka man ki din ke tar sajane ka aaj ka din hai pyar ka man ki din ke tar sajane ka tu kah de dil ki bat ye mauka phir nahi aane ka aaj ka din hai pyar ka