SONG: Aaj Jane Ki Zid Naa Karo - आज जाने की जिद ना करो

Aaj Jane Ki Zid Naa Karo - आज जाने की जिद ना करो

LYRICS:
aaj jane ki zid naa karo yoon hi pehloo mein baithe raho aaj jane ki zid naa karo haay mar jaayenge hum to lutjaayenge aisi baateni kiya na karo aaj jane ki zid naa karo tum hi socho zara kyun na rokein tumhein jaan jaati hai jab uth ke jaate tum tumko apni kasam jaan e jaan baat itni meri maan lo aaj jane ki zid naa karo yoon hi pehloo mein baithe raho aaj jane ki zid naa karo haay mar jaayenge hum to lutjaayenge aisi baateni kiya naa karo aaj jane ki zid naa karo waqt ki qaid mein zindagi hai magar waqt ki qaid mein zindagi hai magar chand ghadiyaan yeni hain jo aazaad hain chand ghadiyaan yeni hain jo aazaad hain inko kho kar mere jaan e jaan umr bhar ha taraste raho aaj jane ki zid naa karo yoon hi pehloo mein baithe raho aaj jane ki zid naa karo haay mar jaayenge hum to lutjaayenge aisi baateni kiya naa karo aaj jane ki zid naa karo