SONG: Aaj Jaane Kee Jid Naa Karo - आज जाने की ज़िद ना करों

Aaj Jaane Kee Jid Naa Karo - आज जाने की ज़िद ना करों

LYRICS:
aaj jaane ki zid na karo aaj jaane ki zid na karo aaj jaane ki zid na karo yu hi pehlu me baithe raho yu hi pehlu me baithe raho aaj jaane ki zid na karo haye mar jaayenge, ham to lut jayenge aisi baate kiya na karo aaj jaane ki zid na karo aaj jaane ki zid na karo haye mar jaayenge, ham to lut jayenge aisi baate kiya na karo aaj jaane ki zid na karo tum hi socho jara, kyun na roke tumhe jaan jaati hai jab, uthke jaate ho tum jaan jaati hai jab, uthke jaate ho tum tumko apni kasam janeja baat itni meri maan lo aaj jaane ki zid na karo yu hi pehlu me baithe raho yu hi pehlu me baithe raho aaj jaane ki zid na karo haye mar jaayenge, ham to lut jayenge
aisi baate kiya na karo aaj jaane ki zid na karo waqt ki kaid me zindagi hai magar waqt ki kaid me zindagi hai magar chand ghadiya yahi hain, jo aazad hain chand ghadiya yahi hain, jo aazad hain inko khokar mere janeja umar bhar na taraste raho aaj jaane ki zid na karo haye mar jaayenge, ham to lut jayenge aisi baate kiya na karo aaj jaane ki zid na karo kitna maasum rangin hai ye sama husn aur ishq ki aaj me, raaz hai husn aur ishq ki aaj me, raaz hai kal ki kisko khabar janeja rok lo aaj ki raat ko aaj jaane ki zid na karo yu hi pehlu me baithe raho o yu hi pehlu me baithe raho aaj jaane ki zid na karo haye mar jaayenge, ham to lut jayenge aisi baate kiya na karo aaj jaane ki zid na karo