SONG: Aaj Iski Hai To Kal Uski - आज इसकी हैं तो कल उसकी

Aaj Iski Hai To Kal Uski - आज इसकी हैं तो कल उसकी

LYRICS:
aaj iski hai to kal uski hua karti hai daulte aish bhala kisse wafa karti hai aaj iski hai to kal uski hua karti hai aaj iski hai to kal uski hua karti hai daulte aish bhala kisse wafa karti hai aaj iski hai to kal uski hua karti hai daulte aish bhala kisse wafa karti hai aaj iski hai to kal uski hua karti hai aaj iski hai to kal uski hua karti hai halo baji ke khyalo me ulajh kar na raho bhuli bhatki hui yado me ulajh kar na raho halo baji ke khyalo me ulajh kar na raho bhuli bhatki hui yado me ulajh kar na raho jindagi waqt ke dharo par baha karti hai aaj iski kal uski aaj iski hai to kal uski hua karti hai daulte aish bhala kisse wafa karti hai daulte aish bhala kisse wafa karti hai aaj iski hai to kal uski hua karti hai aaj iski hai to kal uski hua karti hai chahe ruthi hui kismat ko manane ki koi lakh kosis kare bigdi ko banane ki koi chahe ruthi hui kismat ko manane ki koi lakh kosis kare bigdi ko banane ki koi bat honi hai jo wo hoke raha karti hai aaj iski hai to kal uski hua karti hai aaj iski hai to kal uski hua karti hai aaj iski hai to kal uski hua karti hai aaj iski hai to kal uski hua karti hai