SONG: Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman Jaan Se Pyara Lagta Hai - आज हमे एक जान का दुश्मन जान से प्यारा लगता है

Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman Jaan Se Pyara Lagta Hai - आज हमे एक जान का दुश्मन जान से प्यारा लगता है

LYRICS:
aaj hume ek jaan ka dushman jaan se pyara lagta hai aaj hume ek jaan ka dushman jaan se pyara lagta hai jaan to kya hai ye khafir iman se pyara lagta hai aaj hume ek jaan ka dushman aaj hume ek jaan ka dushman jaan se pyara lagta hai jaan to kya hai ye khafir iman se pyara lagta hai aaj hume ek jaan ka dushman hum kitne nadan the na kuch socha na kuch jana pathar ke dhokhe me rahi hire ko na pehchana hum kitne nadan the na kuch socha na kuch jana pathar ke dhokhe me rahi hire ko na pehchana ye to dil ko dil ke har arman se ye to dil ko dil ke har arman se pyara lagta hai jaan to kya hai ye khafir iman se pyara lagta hai aaj hume ek jaan ka dushman jaan se pyara lagta hai jaan to kya hai ye khafir iman se pyara lagta hai aandhi me vishvas ka dipak humne jalte dekh liya aandhi me vishvas ka dipak humne jalte dekh liya pyar ki shabnam se humne pathar ko pighalte dekh liya hume ye kala aadmi oo ho hume ye kala aadmi insan se pyara lagta hai jaan to kya hai ye khafir iman se pyara lagta hai aaj hume ek jaan ka dushman jaan se pyara lagta hai jaan to kya hai ye khafir iman se pyara lagta hai kal tak humko khabar nahi thi kya hai dharam aur kya iman kal tak mere man ke andar jaag raha tha ek saitan aj koi ye humse puchhe ishwar ki hai kya pehchan leke tera naam kahe hum shayad aisa ho bhagwan kabhi kabhi insan to khud bhagwan se pyara lagta hai jaan to kya hai ye khafir iman se pyara lagta hai aaj hume ek jaan ka dushman jaan se pyara lagta hai jaan to kya hai ye khafir iman se pyara lagta hai