SONG: Aaj Hame Ban Behad Bhata - आज हमें बन बेहद भाता

Aaj Hame Ban Behad Bhata - आज हमें बन बेहद भाता

LYRICS:
aaj hame ban behad bhaata aaj hame ban behad bhaata deekhi sabhi vastu ati sundar deekhi sabhi vastu ati sundar kya basant hai aata kya basant hai aata kya basant hai aata kya kal kal karti vyakul ho nadi kal kal karti vyakul ho nadi kidr chali ithlaati kidr chali ha ha kidr chali ithlaati apne pyare mitr neer sagar se milne jaati apne pyare mitr neer sagar se milne jaati waha maarti bel ped se waha maarti bel ped se milkar kya karti hai milkar kya karti hai chahti hai preetam sa usko chahti hai preetam sa usko lipat hiya bharti hai lipat hiya bharti hai gun gun karta ye bhanwra hai gun gun karta ye bhanwra hai yu kiske gun hai gaata yu kiske gun hai gaata gaata gaata hai gun gulgulaab ka gaata hai gun gulaab ka jisse ras hai paata jisse ras hai pata kudrat me ye khel mel ka kudrat me ye khel mel ka kaho kisliye hota kaho kisliye hota anubhav karta hai dil mera anubhav karta hai dil mera par kyo nahi batlata par kyo nahi batlata lekin aaj hame ban behad bhaata aaj hame ban behad bhaata deekhi sabhi vastu ati sundar deekhi sabhi vastu ati sundar kya basant hai aata kya basant hai aata aaj hame ban behad bhaata aaj hame ban behad bhaata