SONG: Aaj Hai Karva Chauth - आज है करवा चौथ

Aaj Hai Karva Chauth - आज है करवा चौथ

LYRICS:
aaj hai karva chauth sakhi ri mang le sukh ka dan aaj hai karva chauth sakhi ri mang le sukh ka dan apne sapano ke swami ka dhar kar mann me dhyan apne sapano ke swami ka dhar kar mann me dhyan aaj hai karva chauth sakhi ri mang le sukh ka dan aaj hai karva chauth sakhi janam janam tak mang ka teri rang pade naa phika janam janam tak mang ka teri rang pade naa phika jab tak chamke chand sitare, tab tak chamke tika
bandhe rahe manabhate pritam ke prano se pran aaj hai karva chauth sakhi ri mang le sukh ka dan aaj hai karva chauth sakhi jo koyi mange aaj lagan se yug yug ka sukh paye jo koyi mange aaj lagan se yug yug ka sukh paye sath saphal ho prem amar ho jivan me ras aaye aaj har ik nari ko prabhu se milta hai vardan aaj hai karva chauth sakhi ri mang le sukh ka dan apne sapano ke swami ka dhar kar mann me dhyan aaj hai karva chauth sakhi