SONG: Aaj Hai Gulfam Se Bhi Badhkar Teri Shan - आज है गुलफाम से भी बढ़के तेरी शान

Aaj Hai Gulfam Se Bhi Badhkar Teri Shan - आज है गुलफाम से भी बढ़के तेरी शान

LYRICS:
aaj hai gulfam se bhi badhke teri shaan allah meharban to gadha pahalwan allah meharban to gadha pahalwan aaj hai gulfam se bhi badhke teri shaan allah meharban to gadha pahalwan allah meharban to gadha pahalwan jaane tu jaat ka dobhi ya koi naai hai hai koi chor ya mochi hai ya halwai hai jaane tu jaat ka dobhi ya koi naai hai hai koi chor ya mochi hai ya halwai hai jo bhi hai apne liye hai mujhe is baat se kya badshahat teri kismat me magar teri aayi hai badshahat teri kismat me magar teri aayi hai kadmo me tere hai takat suleman allah meharban to gadha pahalwan allah meharban to gadha pahalwan aaj hai gulfam se bhi badhke teri shaan allah meharban to gadha pahalwan allah meharban to gadha pahalwan aisi surat to nahi thi ke tujhe hur mile aisi surat to nahi thi ke tujhe hur mile farshe makhmal pe chale khane ko angur mile farshe makhmal pe chale khane ko angur mile tune socha bhi na hoga ke teri raato ko husnwalo ke hasi jalwo ka ye nur mile husnwalo ke hasi jalwo ka ye nur mile kismat ka hai sara khel meri jaan allah meharban to gadha pahalwan allah meharban to gadha pahalwan aaj hai gulfam se bhi badhke teri shaan allah meharban to gadha pahalwan allah meharban to gadha pahalwan kal talak thande pade the tere ghar ke chulhe aaj baaho me hasino ke tu jhula jhule kal talak thande pade the tere ghar ke chulhe aaj baaho me hasino ke tu jhula jhule tujhpe kuch itna meharban hai uparwala aaj tu chahe to ye chand sitare chhule aaj tu chahe to ye chand sitare chhule hazir hai aaj sabhi aish ke samaan allah meharban to gadha pahalwan allah meharban to gadha pahalwan aaj hai gulfam se bhi badhke teri shan allah meharban to gadha pahalwan allah meharban to gadha pahalwan