SONG: Aaj Geet Ke Bol - आज गीत के बोल बोल में उमड़ा है तूफान गीत के

Aaj Geet Ke Bol - आज गीत के बोल बोल में उमड़ा है तूफान गीत के

LYRICS:
aaj git ke bol bol me umada hai tufan git ke aaj git ke bol bol me umada hai tufan badalta dega abhi jahan badalta dega abhi jahan git ke aaj git ke bol bol me umada hai tufan sab ki aankhe dekh rahi hai manav ki barbadi aaj luta insan lut gayi haye uski aajadi insano ki jinda lasho par basti aabadi insano ki jinda lasho par basti aabadi funk raha hai funk raha hai kabhi lasho me aaye hai pran hi pran git ke aaj git ke bol bol me umada hai tufan raho pe kabhi kahta hai kabhi aandhi ban kar aao khamoshi se kahta hai kabhi git kranti ke gao gao bandh rakha jin janjiro ne unko tod girao bandh rakha jin janjiro ne unko tod girao kadke bijali pal bhar kadke kadke bijali pal bhar kadke ab se bas insan ab se bas insan git ke aaj git ke bol bol me umda hai tufan badlta dega abhi jahan badalta dega abhi jahan aaj git ke bol bol me umada hai tufan phulo ke prano me ab to dahak uthe angare jhulas gaye jinki jwala se aasman ke tare is jwala se janm janm ki jalati pyas bhujha re is jwala se janm janm ki jalati pyas bhujha re apni kishmat aap bana tu apni kishmat aap bana tu khud bankar bhagwan khud bankar bhagwan aaj git ke bol bol me umada hai tufan badalta dega abhi jahan badalta dega abhi jahan git ke aaj git ke bol bol me umada hai tufan