SONG: Aaj Galiyon Me Tere Aaya Hai - आज गलियों में तेरी आया है

Aaj Galiyon Me Tere Aaya Hai - आज गलियों में तेरी आया है

LYRICS:
ae meri zindagi ke sahare kaha hai tu mujhko bhi apne paas bulale jaha hai tu aaj galiyo me teri aaya hai diwana tera aaj galiyo me teri aaya hai diwana tera dil me lekar gum tera hotho pe afsana tera aaj galiyo me teri bhikh de didar ki parda utha jalwa dikha bhikh de didar ki parda utha jalwa dikha mangta hai husn ki khairat mastana tera mangta hai husn ki khairat mastana tera aaj galiyo me teri aaya hai diwana tera aaj galiyo me teri tu hi dil ko husn ki chingariyo se fuk de tu hi dil ko husn ki chingariyo se fuk de aag me gum ki jala jata hai parwana tera aag me gum ki jala jata hai parwana tera aaj galiyo me teri teri marji hai bana de ya mita de tu mujhe teri marji hai bana de ya mita de tu mujhe zindagi tujh par hai sadke dil hai najrana tera zindagi tujh par hai sadke dil hai najrana tera aaj galiyo me teri aaya hai diwana tera dil me lekar gum tera hotho pe afsana tera aaj galiyo me teri