SONG: Aaj Dil Ka Khiladi Kya Aaya - आज दिल का खिलाड़ी क्या आया

Aaj Dil Ka Khiladi Kya Aaya - आज दिल का खिलाड़ी क्या आया

LYRICS:
aaj dil ka khiladi kya aaya pyar machla anadi kya aaya ho is mehfil me jane ab kya hoga ho is mehfil me jane ab kya hoga aaj dil ka khiladi kya aaya pyar machla anadi kya aaya ho is mehfil me jane ab kya hoga ho is mehfil me jane ab kya hoga nain milte rahe tir chalte rahe nain milte rahe tir chalte rahe aag lagti rahi log jalte rahe baikhudi pyar ki aisi chaye sanam har kadam pe gire or sambhlate rahe sambhlate rahe aaj dil ka khiladi kya aaya pyar machla anadi kya aaya ho is mehfil me jane ab kya hoga ho is mehfil me jane ab kya hoga tere gulshan me humko thikana mile tere gulshan me humko thikana mile char din ke sahi aashiyana mile umar guzri isi arzoo me sanam jisko dil de diya vo diwana mile diwana mile aaj dil ka khiladi kya aaya pyar machla anadi kya aaya ho is mehfil me jane ab kya hoga ho is mehfil me jane ab kya hoga