SONG: Aaj Behna Ki Shaadi Hai (Sad)

Aaj Behna Ki Shaadi Hai (Sad)

LYRICS:
aaj behna ki shadi hai aaj behna ki shadi hai jhumo nacho gaao dholak bajao tak dhina dhin tumka lagao tak dhina dhin khushiyao ka din hai khushiya manao taaliya bajaker thumka lagao aaj behna ki shadi hai aaj behna ki shadi hai jhumo nacho gaao kano me jhumka maathe par jhumar ban thn kar baethi hai dulhan dekhegi humko kahye ko wo ab saaiya padaare hai aangan aankhiya jhuka ke aankhiya jhuka ke yu na laajo aaj aaj behna ki shadi hai aaj behna ki shadi hai jhumo nacho gaao are dulha se khae do rani humari hai paanch yaaro ka sapna sopi hai humne duolat ye aapni tumko samjh kar aapna are chahaato se isko are chahato se isko aapna banao aaj behna ki shadi hai aaj behna ki shadi hai jhumo nacho gaao lekar bidaai bankar parai jayegi sajan ke duaare aankho se hogi ojhal tu lakin dil me rahegi humare aasuo ko peekar aasuo ko peekar sabko hanso aaj behna ki shadi hai aaj behna ki shadi hai jhumo nacho gaao