SONG: Aaj Badli Se Mera, Chaand Nikal Aaya Hai - आज बदली से मेरा, चाँद निकल आया हैं

Aaj Badli Se Mera, Chaand Nikal Aaya Hai - आज बदली से मेरा, चाँद निकल आया हैं

LYRICS:
aaj badli se mera, chaand nikal aaya hain aaj badli se mera, chaand nikal aaya hain raat ruk ruk ke gujar, dil pe nasha chhaya hain aaj badli se mera, chand nikal aaya hain aa aa aa aa aa aai gulshan me, fijaye bhi bahare bankar aai gulshan me, fijaye bhi bahare bankar dil ka har zakhm, badi shaan se shrmaya hain raat ruk ruk ke gujar, dil pe nasha chhaya hain aaj badli se mera, chand nikal aaya hain aa aa aa aa aa o mile kaise mile, o mile kaise mile hamko khabar tak na hui dil se dil kis naye, andaaz se takraya hain raat ruk ruk ke gujar, dil pe nasha chhaya hain aaj badli se mera, chand nikal aaya hain aa aa aa aa aa phul kadmo se lipatne lage aakar mere phul kadmo se lipatne lage aakar mere dil ne jabse nayi, manjil ka nisha paya hain raat ruk ruk ke gujar, dil pe nasha chhaya hain aaj badli se mera, chand nikal aaya hain aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa