SONG: Aaj Apni Mehnato Ka Mujhko Samara Mil - आज अपनी मेहनतों का मुझको समरा मिल

Aaj Apni Mehnato Ka Mujhko Samara Mil - आज अपनी मेहनतों का मुझको समरा मिल

LYRICS:
aaj apni mehnato ka mujhko samra mil gaya aaj apni mehnato ka mujhko samra mil gaya jis me khud khoya hua tha mai jis me khud khoya hua tha mai wo sehra mil gaya aaj apni rah gaya rah gaya milne se kya jab chain dil ka mil gaya phul ke hath aa gaya to bag sara mil gaya phul ke hath sukhe patte jhad kar sukhe patte jhad kar sar-sabz to hote hai sajar jitna kuch lutta raha usse jyada kuch mil gaya jitna kuch lutta aarzu aarzu taskin-e-dil ko aarzu beshumar ye na socho kya na paya ye kaho kya mil gaya ye na socho kya na paya ye kaho kya mil gaya aaj apni mehnato ka mujhko samra mil gaya