SONG: Aaj Achanak Tut Gaye Kyu - आज अचानक टूट गये क्यों

Aaj Achanak Tut Gaye Kyu - आज अचानक टूट गये क्यों

LYRICS:
aaj achanak tut gaye kyu man veena ke taar man veena ke taar man veena ke taar man veena ke taar umad-ghumad kar ghir-ghir aayi dukh ki ghor ghataye dil chahka hai man hi man me gut-gut kar mar jaye armano ka jala basera armano ka jala basera aansu hai lachar aansu hai lachar re aansu hai lachar man veena ke taar man veena ke taar lahro me patwar khench kar maanjhi sath dhara dubi naiya dur hai aasha duba dur kinara kis se kahu mai mere khivaiya kis se kahu mai mere khivaiya le chal nadiya par le chal nadiya par re le chal nadiya par man veena ke taar man veena ke taar