SONG: Aaj Achanak Toot Gaye Kyu

Aaj Achanak Toot Gaye Kyu

LYRICS:
aaj achanak jaag uthe kyu in hotho par geet shayad man me jaag uthi hai chanachal pankh aur preet kaise jaan gayi ye akhiyan sharmane ki reet dheere dheere gori tera bachpan raha hai beet tera bachpan raha hai beet tera bachpan raha hai beet aaya re din sajdhaj ke chalo re zara bachke ho gori zara bachke bachke zara bachke haye zara bachke tera bachpan raha hai beet tera bachpan raha hai beet aaya re din sajdhaj ke chalo re zara bachke ho gori zara bachke bachke zara bachke haye zara bachke ho ye naye naye din aaye kaho kya laye kaho kya laye o kaise bachu kya karu koi samjhaye koi samjhaye bhyi aankhiya kajar bin kari rshk pichkari rshk pichkari bhyi aankhiya kajar bin kari rshk pichkari rshk pichkari gori chalti ho chanchal chand padi matwari padi matwari gori chalti ho chanchal chand padi matwari padi matwari tori patli kamriya na lachke ho tori patli kamriya na lachke chalo re zara bachke ho gori zara bachke bachke zara bachke haye zara bachke nahi humko satao o banao jao mat dhum machao nahi humko satao o banao jao mat dhum machao ye jo chhed chhad ka rang anokha dhang na mujhpar chalao ye jo chhed chhad ka rang anokha dhang na mujhpar chalao gori aese chalo na akad ke ho gori aese chalo na akad ke chalo re zara bachke ho gori zara bachke bachke zara bachke haye zara bachke tera bachpan raha hai beet tera bachpan raha hai beet aaya re din sajdhaj ke chalo re zara bachke ho gori zara bachke bachke zara bachke haye zara bachke