SONG: Aaj Achanak Jaag Uthe Kyu In Hotho Pe Geet - आज अचानक जाग उठे क्यूँ इन होंठो पे गीत

Aaj Achanak Jaag Uthe Kyu In Hotho Pe Geet - आज अचानक जाग उठे क्यूँ इन होंठो पे गीत

LYRICS:
aaj achanak jaag uthe kyu in hotho par geet shayad man me jaag uthi hai chhanachhal pankh aur preet kaise jaan gayi ye aankhiya sharmane ki reet dheere dheere gori tera bachpan raha hai beet are beet raha nahi beet gaya tera bachpan gaya hai beet tera bachpa gaya hai beet aaye re din saj dhaj ke chalo re jara bachke ho gori jara bachke bachke bachke jara bachke haye re jara bachke tera bachpa gaya hai beet tera bachpa gaya hai beet aaye re din saj dhaj ke chalo re jara bachke ho gori jara bachke bachke bachke jara bachke haye re jara bachke ye naye naye din aaye kaho kya laye kaho kya laye o kaise bachu kya karu koi samjhaye bhai aankhiyo kajar bin kari jaise ke pichkari jaise ke pichkari bhai aankhiyo kajar bin kari jaise ke pichkari jaise ke pichkari gori chalti ho chanchal chal badi matwali badi matwali gori chalti ho chanchal chal badi matwali badi matwali tori patli kamariya na lachke o tori patli kamariya na lachke chalo re jara bachke o gori jara bachke bachke bachke jara bachke haye re jara bachke nahi humko satao banao jao mat dhum machao nahi humko satao banao jao mat dhum machao aji chhed chhad ka rang anokha dhang na mujhpe chalo aji chhed chhad ka rang anokha dang na mujhpe chalo gori aise chalo na akad ke o gori aise chalo na akad ke gori jara bachke bachke bachke jara bachke haye re jara bachke tera bachpa gaya hai beet tera bachpa gaya hai beet aaye re din saj dhaj ke chalo re jara bachke ho gori jara bachke bachke bachke jara bachke haye re jara bachke